look at some sentences that can be cliche to you बूँद-बूँद से घड़ा भरता है बस-कि दुश्वार है हर काम का आसाँ होना आदमी को भी मुयस्सर नहीं इंसाँ होना धीरे-धीरे रे मना, धीरे सब कुछ होय । माली सींचे सौ घड़ा, ऋतु आए फल होय ॥ चले तो कट ही जाएगा सफ़र आहिस्ता आहिस्ता its not the tough path you have to follow rather it is the right path you have to follow, but sometimes we confuse tough path as the right path slow and steady wins the race.... look at these sentences and derive the meaning you want to. want to achieve something big in life what to do , how to do the world tells you to so do rigorous work , be a tougher one and what not but here is the life boat that i get after thinking and wasting my mental health energy and time and even having anxiety for not fulfilling that social parameter of hustling 24*7 choose small targets , make sure to complete them , make this as habit over a long period of time , increase this very slowly slowly and how y...
Disclaimer.... It updates from time time... दरिया हमेशा प्यासे का इंतजार करते हैं, लेकिन प्यासे के न आने से वे कभी सूखते नहीं। ------------------ मैं उस रास्ते की तरफ मुड़ कर काफ़ी हसा, जिस रास्ते से लौटना मुकम्मल नहीं था। ------------- educating the mind without educating the heart is no education at all. ------------------- क्षमा उन फूलों की तरह है जो कुचले जाने के बाद भी सुगंध देते हैं। ------------------- ज़िंदगी रोज़-रोज़ की दाल-चावल है और कभी-कभी की बिरयानी। ----------------- It never done until it's done. ---------------- life is far too important a thing ever to talk seriously about ------------------ Iss dil mein ab dard palne laga h Ab uska reh jaana bhi khalne laga h Ab nhi rehta main Chah kar bhi tanha Mere saath Mera sheher chalne laga h ------------------------------------------ Dil mera rota rha Jo dur tha hota rha Koyle ki khaan mein Heera mujhse khota raha ----------------------------- बेवजह अपने बीते कल को याद किया है अपन...
Jo kat hi jaaye waqt, woh raat kesi ho Jo bigde hi nhi woh baat kesi ho Jo na nikle aansu, woh yaad kesi ho Milne ke baad na tu lade, woh mulakaat kesi ho Mere kiraaye ke khaali makaan jaisi ho Sard raaton main neend ke aaram jaisi ho Tum bilkul mere dil ke imaan jaisi ho Dil duka toh yaad aaya , btayo kesi ho ------------------- Ki bahut khubsurat ho tum Nhi dekha maine kabhi itna hassen . Nhi dekha maine itna dilkashi Ki uparwala ki ek zinda murat ho tum Khuda gawara bahut khubsurat ho tum Teri chehre ki roshni main chamkata ek chaand Tere aage toh sard ki dhoop bhi feeki h Tere hothon se banta ek baandh Tere muskan toh chasni se bhi meethi h Aur kya likhu teri aankhon ke baare m Samandar jitni gehrai h to Gehrai jitni Shanti bhi Utna hi therav h aur utani hi bhranti bhi ----------------------- Ki ek din tera jaana hoga Mera khud ko yun samjhana hoga Qayamat ka din tutega mujh par iss qadar Ki meri ma...
Comments
Post a Comment