Conclusion
It's okay...
Itna mat ghuso...Wo layak nhi hai insaan.
kaam par dhyan do...
Apne upar dhyan do...
Aur aapke distance banane se kisi ko bura lage toh wo bol dega...agar nhi bol raha hai toh it's okay
..
Isliye shayad sabse theek baat yeh hai: uski taraf se jo dikh raha hai uska samman karo, aur jo dikh nahi raha uske baare mein kahaniyan mat banao. Kai baar guilt bhi imagination se hi paida hota hai. Aur imagination, jab rishton ki baat ho, evidence se zyada overtime karti hai.
Comments
Post a Comment