Mann nhi hai padhne ka
Soch Mann nhi hai padhne ka ...toh time bhi kam hai ...exam ke liye
You know you like to study....but itna sara ya itne time ...ya fir aise hi ... without any of these
Mann nhi hota hai padhne ka ...
But fir bhi padhna padta hai...kuch paane ke liye jaise job
...kyunki har baar padhna bura nhi hota ...but uske alawa kuch aur interesting mil jata hai ...
Isliye kyi baar focus ko lekar aana padta hai..
Khud nhi aata...ghasitkar lana padta hai... slowly with patience
Comments
Post a Comment